Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha | The Aryan Music Label

Itna na mujh se tu pyaar badha Ke main ik baadal awara Kaise kisi ka sahara banu Ki main khud beghar bechara Isliye tujh se main pyaar karoon Ki tu ik baadal awara Janam janam se hoon saath tere Hai naam mera jal ki dhaara Itna na mujh se tu pyaar badha Ki main ik baadal awara Janam janam se hoon saath tere Hai naam mera jal ki dhaara Mujhe ek jagah aaraam nahi Ruk jaana mera kaam nahi Mujhe ek jagah aaraam nahi Ruk jaana mera kaam nahi Mera saath kahaan tak dogi tum Main des bides ka banjara Itna na mujh se tu pyaar badha Ki main ik baadal awara Kaise kisi ka sahara banu Ki main khud beghar bechara Isliye tujh se main pyaar karoon Ki tu ik baadal awara Janam janam se hoon saath tere Hai naam mera jal ki dhaara O neel gagan ke deewane Tu pyaar na mera pahchane O neel gagan ke deewane Tu pyaar na mera pahchane Main tab tak saath chaloon tere Jab tak na kahe tu main haara Isliye tujh se main pyaar karoon Ki tu ik baadal awara Janam janam se hoon saath tere Hai naam mera jal ki dhaara Itna na mujh se tu pyaar badha Ki main ik baadal awara Kaise kisi ka sahara banu Ki main khud beghar bechara Kyon pyaar mein tu naadaan bane Ik paagal ka armaan bane Kyon pyaar mein tu naadaan bane Ik paagal ka armaan bane Ab laut ke jaana mushkil hai Maine chhod diya hai jag saara Itna na mujh se tu pyaar badha Ki main ik baadal awara Janam janam se hoon saath tere Hai naam mera jal ki dhaara Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha | The Aryan Music Label Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha | The Aryan Music Label

12+
2 месяца назад

, чтобы оставлять комментарии